SEARCH RESULTS
Showing search results for "asbaab-e-safar"
Ghazal MATCHES FOR "asbaab-e-safar"
Ghazal
meraa asbaab-e-safar dhuup hu.aa kartii thii
mai.n jidhar jaa.uu.n udhar dhuup hu.aa kartii thii
Nivesh Sahu
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ab kaun ye samjhegaa 'safar' bar-sar-e-maqtal
ham larza-bar-andaam hai.n yaa jhuum rahe hai.n
Safar Naqvi
Ghazal
ik yaad sar-e-shaam safar kartii rahegii
aur qarya-e-jaa.n kuu-e-butaa.n hotaa rahegaa
Safar Naqvi
Ghazal
qasiim-e-'ishq hai ulfat luTaa luTaa ke 'safar'
vujuud-e-nutfa-e-shar ko miTaa.e detaa hai
Safar Naqvi
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
gul-baar kare haigaa asbaab-e-safar shaayad
Gunche kii tarah bulbul dil-giir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
haath ik Gaar ke andar se ba.Dhaa merii taraf
aaKHir asbaab-e-safar sar se utaaraa apnaa
Shaheen Abbas
Ghazal
meraa rahzan hu.aa kyaa kyaa na pashemaan ki jab
is ke naame mere asbaab-e-safar se nikle
Ummeed Fazli
Ghazal
us kii aavaaz pe baahar nikal aayaa huu.n 'jamaal'
saaraa asbaab-e-safar rah gayaa ghar par rakkhaa
Jamal Ehsani
Ghazal
mai.n ki asbaab-e-safar baa.ndh ke aa jaatii huu.n
tum na.ii raah dikhaate ho chale jaate ho
Safiya Chaudhry
Ghazal
saath apne ko.ii asbaab-e-safar letaa hai
to faqiir us gha.Dii sar zaanuu pe dhar letaa hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ham rahe dahr me.n jab tak tuu rahe paa-ba-rikaab
par na ye ho sakaa asbaab-e-safar jama.a kare.n
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
rafiiq-e-samt-e-safar hogii jo havaa hogii
ye soch kar na safiine kaa baadbaan giraa