SEARCH RESULTS
Showing search results for "audible"
Nazm MATCHES FOR "audible"
Nazm
kahan
audible range se bhii bahut duur niiche
karaaho.n kii lahre.n fanaa ho rahii hai.n
Parveen Tahir
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n miizaan aise aadil kii
jo apne chehre pe dohraa naqaab rakhtaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
farman-e-KHuda
tahziib-e-navii kaargah-e-shiishagaraa.n hai
aadaab-e-junuu.n shaa.ir-e-mashriq ko sikhaa do
Allama Iqbal
Nazm
lenin
tuu qaadir o 'aadil hai magar tere jahaa.n me.n
hai.n talKH bahut banda-e-mazduur ke auqaat
Allama Iqbal
Nazm
kisan
iddi.aa-e-pairvi-e-diin-o-iimaa.n aur tuu
dekh apnii kuhniyaa.n jin se Tapaktaa hai lahuu
Josh Malihabadi
Nazm
nilo
tuu ki naa-vaaqif-e-aadaab-e-shahanshaahii thii
raqs zanjiir pahan kar bhii kiyaa jaataa hai
Habib Jalib
Nazm
walid ke intiqal par
vo chaaliis raato.n se soyaa na thaa
vo KHvaabo.n ko uu.nTo.n pe laade hu.e
Adil Mansuri
Nazm
nasirddin shah ke liye
jaa.e.n vo pa.nkhe kii havaa se
siyaahii rah jaatii hai siine me.n adiibo.n ke likhe jumlo.n kii
Gulzar
Nazm
KHuda jaanta hai
KHudaa kii ye baate.n KHudaa jaantaa hai
nikaltaa hai mashriq se kis tarah suuraj
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
aksar main sochta hun
kaise banaa.ii tuu ne ye kaa.enaat pyaarii
hairaan ho rahii hai aql-o-KHirad hamaarii
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
rikshe wala
maa.n baap muntazir hai.n ghar par sabhii ke 'aadil'
bachcho.n ko ab vo lene school jaa rahaa hai
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
urdu zaban
kartaa hai aabiyaarii lahuu se adiib jo
vo dil hai jism-o-jaan hai urduu zabaan kaa
Shayar Ali Shayar
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
ek din hazrat-e-faaruuq ne mimbar pe kahaa
kyaa tumhe.n hukm jo kuchh duu.n to karoge manzuur