SEARCH RESULTS
Showing search results for "audible"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "audible"
PAGE MATCHES FOR "audible"
MORE MATCHES FOR "audible"
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n miizaan aise aadil kii
jo apne chehre pe dohraa naqaab rakhtaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Sher
vo kaun thaa jo din ke ujaale me.n kho gayaa
ye chaa.nd kis ko Dhuu.nDne niklaa hai shaam se
Adil Mansuri
Ghazal
kabhii jab muddato.n ke baa'd us kaa saamnaa hogaa
sivaa.e paas aadaab-e-takalluf aur kyaa hogaa
Jaun Eliya
Sher
jahaa.n pahu.nch ke qadam Dagmagaa.e hai.n sab ke
usii maqaam se ab apnaa raastaa hogaa
Aabid Adeeb
Sher
safar me.n aise ka.ii marhale bhii aate hai.n
har ek mo.D pe kuchh log chhuuT jaate hai.n
Aabid Adeeb
Ghazal
raat biitii to gine aable aur phir sochaa
kaun thaa baa.is-e-aaGaaz-e-safar shaam ke ba.ad