SEARCH RESULTS
Showing search results for "baad-e-bahaar"
Nazm MATCHES FOR "baad-e-bahaar"
Nazm
afkar pareshan
kyaa baat hai ki ab tire shero.n me.n ai 'bahaar'
vo soz vo ta.Dap vo haraarat nahii.n rahii
Ameer Chand Bahar
Nazm
hubb-e-watan
aa.egii bahaar apne KHizaa.n-diida vatan me.n
big.De hu.e haalaat se ai dil na ho bezaar
Ameer Chand Bahar
Nazm
shair ke irade
denaa vatan pe jaan hayaat-e-davaam hai
ye raaz har bashar ko bataa kar rahuu.ngaa mai.n
Ameer Chand Bahar
Nazm
jaane kyon dil udas rahta hai
sair-e-dariyaa ho yaa ho sair-e-chaman
abr-e-naisaa.n ho yaa ho baad-e-bahaar
Maqsood Ahmad Maqsood
Nazm
jannat se bhi aziz hai KHak-e-watan mujhe
mai.n Guncha-e-fasurda huu.n gulzaar-e-dahr me.n
baad-e-bahaar kar na sakii KHanda-zan mujhe
Barq Dehlvi
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
fazaa mahakne lagii dil-navaaz phuulo.n se
dayaar-e-hind me.n fasl-e-bahaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
ehsas-e-firaq
baad-e-abr-e-bahaar hai be-kaif
chaa.ndnii muzmahil hai chaa.nd udaas
Pasha Rahman
Nazm
Tipu ki aawaz
maaraa hu.aa huu.n go KHalish-e-intizaar kaa
mushtaaq aaj bhii huu.n payaam-e-bahaar kaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
goristan-e-shahi
mahv-e-ziinat hai sanobar juu.ebaar-e-aa.iina hai
Guncha-e-gul ke liye baad-e-bahaar-e-aa.iina hai
Allama Iqbal
Nazm
holi
'saaGar' naved-e-daavat-e-aab-o-havaa liye
baad-e-bahaar aa.ii hai holii ke ruup me.n
Saghar Nizami
Nazm
sal-e-nau mubarak
umiide.n hai.n raahe.n azaa.em savaarii
KHabar de rahii hai ye baad-e-bahaarii
Mohammad Asadullah
Nazm
solah december
kyo.n baad-e-bahaarii bhii ruuThii hu.ii rahtii hai
kyo.n patjha.D kaa mausam laahaq ho jaataa hai
Sheeraz Sagar
Nazm
istifsar
diyaa kyaa hai baad-e-bahaarii ne tohfa
ye jaib-o-garebaa.n ke taaro.n se puuchho