SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahaana"
Nazm MATCHES FOR "bahaana"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bahut hai zulm ke dast-e-bahaana-juu ke liye
jo chand ahl-e-junuu.n tere naam-levaa hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tum kahte ho kawita likh do
tum kahte ho kavitaa likh do
mujhe KHuun bahaana pa.Dtaa hai
Sunayana Kachroo
Nazm
shikast
mujaahidaana haraarat rahii na suufii me.n
bahaana be-amalii kaa banii sharaab-e-alast
Allama Iqbal
Nazm
mata-e-ghair
terii maanuus nigaaho.n kaa ye mohtaat payaam
dil ke KHuu.n karne kaa ek aur bahaana hii na ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
zauq o shauq
ain-e-visaal me.n mujhe hausla-e-nazar na thaa
garche bahaana-juu rahii merii nigaah-e-be-adab!
Allama Iqbal
Nazm
chala aa raha hun samundaron ke visal se
ye barahnagii-e-aziim terii dikhaa.uu.n mai.n
(jo gadaa-gadii kaa bahaana hai)
Noon Meem Rashid
Nazm
izhaar aur rasai
muu-qalam, saaz gul-e-taaza thirakte paa.nv
baat kahne ke bahaane hai.n bahut
Noon Meem Rashid
Nazm
bhaarat ke musalman
qazzaaq-e-fanaa ko to hai darkaar bahaana
taaraaj na ho 'qaasim-o-'sayyad' kaa KHazaana
Jagan Nath Azad
Nazm
husn-e-jaanan
hai merii saa.nso.n kii tishnagii vo
hai dha.Dkano.n ko bahaana us kaa
Ashfaq Ahmad Saim
Nazm
ye sarae hai
ham se puuchho to na aa.egaa vo jaane vaalaa
tum to naahaq ko bhaTakne kaa bahaana Dhuu.nDo
Ibn-e-Insha
Nazm
bahana
to phir kal baat karte hai.n
magar mai.n jaantii huu.n is bahaane ko
Shahnaz Parveen Shazi
Nazm
ai sharif insano
bartarii ke subuut kii KHaatir
KHuu.n bahaanaa hii kyaa zaruurii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
main kyun bhul jaun
vo tajdiid-e-ulfat ke sau-sau bahaane
vo ik duusre se yuu.n hii ruuTh jaanaa
Arsh Malsiyani
Nazm
silsila-e-roz-o-shab
nafas-do-nafas kaa bahaana banaa hai
haqiiqat kaa aa.iina TuuTaa hu.aa hai
Meeraji
Nazm
zimmedari
roz ik taaza bahaana nahii.n karte aise
achchhaa mujh ko ye bataa.o hai pareshaanii kyaa
Asna Badr
Nazm
bahana DhunD lete hain
saath mil kar baiThne kaa
ik bahaana Dhuu.nD lete hai.n
Firoz Natiq Khusro
Nazm
mujhe rasta nahin milta
bahaana haath aayaa hai
sitaara bhii nahii.n ko.ii ki jis se guftuguu Thahre
Abbas Tabish
Nazm
shabab-e-gurezan
ye shaam-e-dil-aavez to ik bahaana hai,
ik koshish-e-naa-tavaa.n hai