SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahke"
Nazm MATCHES FOR "bahke"
Nazm
tin manzar
kuchh uljhii hu.ii baate.n kuchh bahke hu.e naGme
kuchh ashk jo aa.nkho.n se be-vaj.h chhalak jaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kya gul-badani hai
aa.nkhe.n hai.n ki bahke hu.e do mast sharaabii
paikar hai ki insaan ke saa.nche me.n gulaabii
Josh Malihabadi
Nazm
tumne likkha hai
apne bahke hu.e jazbaat kii taskii.n ke liye
tum ne mu.nh-zor javaanii kaa kahaa maan liyaa
Prem Warbartani
Nazm
gosht ki saDkon par
raat ke bahke hu.e haathii
ufuq ke band darvaaze pe dastak de rahe hai.n
Adil Mansuri
Nazm
jaddai
vo bahke bahke manaazir fusuu.n-navaaz havaa
vo niil-ka.nTh vo chashme pe shaarko.n kii sadaa
Siddique Kaleem
Nazm
zindagi
pii ke bahke kyo.n na ehsaas-e-vajuud
saaGar-e-jaaduu-asar hai zindagii
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
raushni gul na karo
dosto hamdamo jalne do ye sham.e.n varna
bahke lamho.n kaa qadam aur bahak jaa.egaa
Hurmatul Ikaram
Nazm
shikwa
dasht to dasht hai.n dariyaa bhii na chho.De ham ne
bahr-e-zulmaat me.n dau.Daa diye gho.De ham ne
Allama Iqbal
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
is shahr me.n naGme bahne do
bastii me.n hame.n bhii rahne do
Ahmad Faraz
Nazm
pas raho
aur bachcho.n ke bilakne kii tarah qulqul-e-mai
bahr-e-naa-suudgii machle to manaa.e na mane
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
kaun bahr-e-ruum kii maujo.n se hai lipTaa hu.aa
gaah baalad-chuu.n-sanobar gaah naalad-chuu.n-rubaab
Allama Iqbal
Nazm
hiras
ashk bahte rahe.n KHaamosh siyah raato.n me.n
aur tire reshmii aa.nchal kaa kinaaraa na mile