SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahke"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bahke"
Ghazal
ik lahza bahe aa.nsuu ik lahza ha.nsii aa.ii
siikhe hai.n na.e dil ne andaaz-e-shakebaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
tere hii saamne kuchh bahke hai meraa naala
varna nishaane ham ne maare hai.n baal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Gulzar
MORE MATCHES FOR "bahke"
Ghazal
kaash ai abr-e-bahaarii tire bahke se qadam
merii ummiid ke sahraa me.n bhii gaahe jaate
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
mai-KHaana-e-hastii me.n mai-kash vahii mai-kash hai
sa.nbhle to bahak jaa.e bahke to sa.nbhal jaa.e
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
jo Gam-e-dahr kii raaho.n ko hasii.n-tar kar de
bahke bahke tire qadmo.n kaa vo jaaduu bhii nahii.n
Yusuf Taqi
Nazm
tin manzar
kuchh uljhii hu.ii baate.n kuchh bahke hu.e naGme
kuchh ashk jo aa.nkho.n se be-vaj.h chhalak jaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Qaisar Shameem
Nazm
kya gul-badani hai
aa.nkhe.n hai.n ki bahke hu.e do mast sharaabii
paikar hai ki insaan ke saa.nche me.n gulaabii
Josh Malihabadi
Ghazal
bahke jo ham mast aa ga.e sau baar masjid se uThaa
vaa'iz ko maare KHauf ke kal lag gayaa jullaab saa
Meer Taqi Meer
Nazm
tumne likkha hai
apne bahke hu.e jazbaat kii taskii.n ke liye
tum ne mu.nh-zor javaanii kaa kahaa maan liyaa