SEARCH RESULTS
Showing search results for "bajte"
Nazm MATCHES FOR "bajte"
Nazm
KHuda ka sawal
ye sho.ala ye shabnam ye miTTii ye sang
ye jharno.n ke bajte hu.e jal-tara.ng
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
jugnu
ye be-KHudii-e-musarrat ye vaalihaana raqs
ye taal-sam ye chhamaa-chham ki kaan bajte hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
raat aur rail
vo havaa me.n saika.Do.n ja.ngii duhal bajte hu.e
vo bigul kii jaa.n-fazaa.n aavaaz lahraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
holi
bajte hai.n kahii.n taal kahii.n za.ng zamii.n par
holii ne machaayaa hai ajab rang zamii.n par
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
havaa se patto.n ke bajte hai.n taal aur mirda.ng
tamaam baaG me.n khele.n hai.n holii gul ke sa.ng
Nazeer Akbarabadi
Nazm
tanhai ke baad
garche ab ko.ii nahii.n ko.ii nahii.n aa.egaa
phir bhii aahaT pe tire kaan to bajte ho.nge
Shahzad Ahmad
Nazm
raushni ke liye
saaz bajte rahe sham.a jaltii rahii
zindagii dosh-e-Gam par sisaktii rahii
Sahba lakhnavi
Nazm
haji bhai pani wala
jugal-garii kartaa ki pairo.n me.n
hamesha jhunjhunii ke jhunjhune bajte