SEARCH RESULTS
Showing search results for "bajte"
Ghazal MATCHES FOR "bajte"
Ghazal
TuuTii hai merii nii.nd magar tum ko is se kyaa
bajte rahe.n havaa.o.n se dar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
kaan bajte hai.n mohabbat ke sukuut-e-naaz ko
daastaa.n kaa KHatm ho jaanaa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye miraa vahm hai yaa mujh ko bulaate hai.n vo log
kaan bajte hai.n ki mauj-e-guzaraa.n boltii hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
judaa.iyo.n kii gha.Dii naqsh naqsh boltii hai
vo barf-baar havaa thii, vo daa.nt bajte the
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Jina Quraishi
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
Neeraj Goswami
Ghazal
duur kahii.n aavaaz ke ghu.nghruu bajte the
aur mai.n kaan lagaa.e suntaa rahtaa thaa
Hasan Rizvi
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
kaan bajte hai.n sukuut-e-shab-e-tanhaa.ii me.n
vo KHamoshii hai ki ik hashr bapaa ho jaise
Hosh Tirmizi
Ghazal
hairat se dekhtii hai dariicho.n kii saf yahaa.n
bante hai.n jaan-buujh ke saa.e hadaf yahaa.n
Javed Nasir
Ghazal
aisaa nahii.n ki aaTh pahar be-dilii rahe
bajte hai.n Gam-kade me.n kabhii jal-tara.ng bhii
Aftab Hussain
Ghazal
lahraatii zaraa pyaas zaraa kaan hii bajte
in KHaalii kaToro.n ko khanaknaa bhii na aayaa