SEARCH RESULTS
Showing search results for "balin"
Nazm MATCHES FOR "balin"
Nazm
zindan ki ek subh
raat baaqii thii abhii jab sar-e-baalii.n aa kar
chaa.nd ne mujh se kahaa 'jaag sahar aa.ii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
kal ke baasii aa.nsuu jin se
fardaa ke baalii.n kaa pardaa bhiig rahaa hai
Ibn e Insha
Nazm
ganga
duniyaa se aah jab ho apnii safar kaa saamaa.n
baalii.n pe aqrbaa.n ho.n sargarm-e-nauha-KHvaanii
Suroor Jahanabadi
Nazm
jang
amn-o-amaa.n kii nabz chhuTTii jaa rahii hai kyuu.n?
baaliin-e-ziist aaj ajal gaa rahii hai kyuu.n?
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
shahr ne kaha ganw ne kaha
fasle.n merii harii harii
gehuu.n kii baalii.n bharii-bharii
Rais Farogh
Nazm
hijr ki raaten
sham-e-baalii.n rotii hai
jis me.n hasrat kii bastii hai
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Nazm
kai-bhare gumbad ka nauha
pe.Do.n ke patte tak saakit
faslo.n kii baalii.n bhii chup thii.n
Abu Bakr Abbad
Nazm
imroz
muhiit-e-Gurbat-e-baalii.n hai KHaanumaa.n-sozii
ko.ii habiib nahii.n ko.ii Gam-gusaar nahii.n
Meem Hasan Lateefi
Nazm
bougainwillea ki waraftagi dekh kar
is kii tavaanaa.ii terii quvvat kii zaamin ho
be-saaKHta baalii.n hotii
Shamim Alvi
Nazm
sarshaari
dard thaa dard kii lazzat dil-e-betaab bhii thaa
nam the daamaan-o-girebaa.n sar-e-baalii.n nam thaa
Rizwanullah
Nazm
shab-e-wada shab-e-wada
na zulf 'ambarii.n bikhrii sar-e-baalii.n
shab-e-vaa'da jo yuu.n aa.ii
Qamar Raees
Nazm
jawab-e-shikwa
piir-e-garduu.n ne kahaa sun ke kahii.n hai ko.ii
bole sayyaare sar-e-arsh-e-barii.n hai ko.ii
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri mulaqat
kuchh bha.nvre kaale baalo.n ke
kuchh naazuk shikne.n aa.nchal kii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
andesha
u.ngliyaa.n uTThe.ngii suukhe hu.e baalo.n kii taraf
ik nazar dekhe.nge guzre hu.e saalo.n kii taraf