SEARCH RESULTS
Showing search results for "balin"
Ghazal MATCHES FOR "balin"
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aur kuchh der tumhe.n dekh ke jii luu.n Thahro
merii baalii.n se abhii uTh ke na jaa.o yaaro
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
aayaa hai ayaadat ko masiihaa sar-e-baalii.n
ai marg Thahar jaa abhii aanaa nahii.n achchhaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
mu.nd ga.ii.n kholte hii kholte aa.nkhe.n 'Gaalib'
yaar laa.e mirii baalii.n pe use par kis vaqt
Mirza Ghalib
Ghazal
uTh ke baalii.n se mire dafn kii tadbiir karo
nabz kyaa dekhte ho nabz me.n kyaa rakkhaa hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jale hai dekh ke baaliin-e-yaar par mujh ko
na kyuu.n ho dil pe mire daaG-e-bad-gumaanii-e-sham.a
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii to is dil-e-shoriida kii bhii daad mile
ki ek umr se hasrat-parast-e-baalii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aa gayaa sailaab baalii.n tak vufuur-e-girya se
rahm kar yaa rab ki paanii sar se uu.nchaa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
yaado.n se kaho merii baalii.n se chalii jaa.e.n
ab ai shab-e-tanhaa.ii aaraam zaraa luu.ngaa
Shaz Tamkanat
Ghazal
nahii.n juz sham' mujaavir mirii baaliin-e-mazaar
nahii.n juz kasrat-e-parvaana ziyaarat vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ajal istaada hai baalii.n pe mariiz-e-Gam-e-ishq
aa.nkh to khol zaraa vaqt hai bedaarii kaa
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
bulaa lo baalii.n pe hasrat na dil me.n mere rahe
abhii talak to hai tan me.n hamaare dam baaqii