SEARCH RESULTS
Showing search results for "barham"
Nazm MATCHES FOR "barham"
Nazm
jawab-e-shikwa
is qadar shoKH ki allaah se bhii barham hai
thaa jo masjuud-e-malaa.ik ye vahii aadam hai
Allama Iqbal
Nazm
taaruf
mujh se barham hai mizaaj-e-piirii
mujrim-e-shoKHi-e-guftaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
zindagi ya tawaif
mutma.in ko.ii nahii.n hai is se
ko.ii barham hai to KHaa.if ko.ii
Qateel Shifai
Nazm
KHak-e-hind
barso.n se ho rahaa hai barham samaa.n hamaaraa
duniyaa se miT rahaa hai naam-o-nishaa.n hamaaraa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aalam kitne
aaj to kaakul-e-giitii na sa.nvar jaa.egii
silsile shauq ke ho.nge abhii barham kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
saneha
barham hai zulf-e-kufr to iimaa.n sar-niguu.n
vo faKHr-e-kufr o naazish-e-iimaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nashat-e-umid
tujh se hii aabaad hai kaun-o-makaa.n
tuu na ho to hai bhii barham jahaa.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
nakaami
merii taKHayyul kaa shiiraaza-e-barham hai vahii
mere bujhte hu.e ehsaas kaa aalam hai vahii
Sahir Ludhianvi
Nazm
zalzala
sahn-o-diivaar kii jumbish hai to dar hilte hai.n
baahar aayaa to ye dekhaa ki shajar hilte hai.n
Shakeel Badayuni
Nazm
aaj ki duniya
barham saa kuchh mizaaj-e-anaasir hai in dino.n
aur kuchh tabii.at apnii bhii ghabraa rahii hai aaj
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ab KHub hansega diwana
''aql-e-mujassam'' chiiKHe.nge
sab darham-barham chiiKHe.nge
Hafeez Jalandhari
Nazm
kal ki baat
aur ik aan me.n mahfil hu.ii darham-barham
aa.nkh jo kholii to dekhaa ki zamii.n laal hai sab
Akhtarul Iman
Nazm
maulwiyon ka shaghl-e-takfir
jo naam se islaam ke ho jaate hai.n barham
un me.n bhii ta.assub ke vo aasaar nahii.n hai.n