SEARCH RESULTS
Showing search results for "barq-adaa"
Nazm MATCHES FOR "barq-adaa"
Nazm
bhul bhaliyan
ham musaafir savaar us me.n jitne bhii the
us kii barqii adaa ke parastaar the
Takht Singh
Nazm
main aa raha hun
yuu.n tiraa baar baar aanaa
vo sahme sahme hu.e se ruknaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
nargis-e-mastana
ik barq-e-adaa KHirman-e-hastii pe giraa kar
nazro.n ko mirii tuur kaa afsaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
sitara-e-larzan
yahii KHayaal mujhe baar baar aataa hai
ba.Daa sukuu.n ba.Dii aafiyat hai palko.n ko
Salma Javed
Nazm
loktantr ka raja
raajaa paa.nch saal me.n ek baar aataa hai
raajaa pathraa.ii aa.nkho.n ko sapne dikhtaa hai
Madhav Awana
Nazm
aisa ho ki na-mauud ho
aur is adam se taa-sabaat ik baar
aisaa ho ki naa-mau.uud ho
Shahram Sarmadi
Nazm
tum aur main
nigah ko da.avat-e-nazzaara de ke chhup jaanaa
shariik-e-barq kii ik sharmgii.n adaa tum ho
Razia Rana
Nazm
shairi ka janaza
ek shab to tab’-e-mauzuu.n ne u.Daa dii nii.nd bhii
aur dimaaG o qalb kii rag rag pha.Dakne lag ga.ii
Barq Aashiyanvi
Nazm
bulbul o parwana
giraa rahaa hai tiraa shauq sham.a par tujh ko
mujhe ye Dar hai na pahu.nche kahii.n zarar tujh ko
Suroor Jahanabadi
Nazm
jashn-e-jamhuriyat
javaaniyaa.n hai.n zor par shabaab kaa zuhuur hai
ba-e-faiz-e-qalb-e-mutma.in nazar nazar Gayuur hai
Arsh Malsiyani
Nazm
sati
aag ke vo haa.e shole aur vo mukh.Daa chaa.nd saa
lab pe kam kam shoKHi-e-barq-e-tabassum kii adaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
ek raqqasa ko dekh kar
dil ke bujhe charaaG jalaatii chalii ga.ii
qadmo.n se so.e fitne jagaatii chalii ga.ii