SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-asbaab"
Nazm MATCHES FOR "be-asbaab"
Nazm
mujhe us shahr ko jaana hai
mai.n jab us shahr kaa qasd kartaa huu.n
tumhaarii aa.nkhe.n meraa rasta rok letii hai.n
Ziyaul Hasan
Nazm
anokhi duniya
ik anokhii niraalii duniyaa me.n
yuu.n samajh lo KHayaalii duniyaa me.n
Shamim Karhani
Nazm
nishan-e-zindagi
kis ne khii.nchii hai.n lakiire.n mire darvaaze par
kaun hai jo ki dabe paa.nv chalaa aayaa hai
Ejaz Gul
Nazm
nai tahzib
ye maujuuda tariiqe raahi-e-mulk-e-adam ho.nge
na.ii tahziib hogii aur na.e saamaa.n baham ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
26 january
aa.o ki aaj Gaur kare.n is savaal par
dekhe the ham ne jo vo hasii.n KHvaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
long distance relationship
mai.n apne shahr-e-tasavvur me.n ek muddat se
jahaan-bhar ke masaa.il se kaT ke baiThaa thaa
Balmohan panday
Nazm
bad-gumani
lamha lamha hai hayaat-e-kaargar kaa mo'atabar
sajda-sajda hai dil-e-aashufta-sar kaa mo'atabar
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
ai ki teraa murG-e-jaa.n taar-e-nafas me.n hai asiir
ai ki terii ruuh kaa taa.ir qafas me.n hai asiir
Allama Iqbal
Nazm
qila-e-akbarabad
us ahd kaa baaqii ko.ii saamaa.n hai na asbaab
favvaare shikasta hai.n to sab hauz hai.n be-aab
Ismail Merathi
Nazm
tu ne puchha hai mere dost!
tuu ne puuchhaa hai mire dost to mai.n sochtii huu.n
vo jo ik chiiz hai duniyaa jise Gam kahtii hai
Saima Esma
Nazm
holi
qaatil jo meraa o.Dhe ik surKH shaal aayaa
khaa khaa ke paan zaalim kar ho.nTh laal aayaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ramayan ka ek scene
ruKHsat hu.aa vo baap se le kar KHudaa kaa naam
raah-e-vafaa kii manzil-e-avval hu.ii tamaam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
zaifa
aa rahii hai.n aasmaa.n se ye sadaa.e.n dam-ba-dam
dekh asbaab-e-halaakat par na pa.D jaa.e qadam
Josh Malihabadi
Nazm
anxiety
tez be-tartiib dha.Dkan aur nafs phuulaa hu.aa
zard chehra aur pasiine se badan bhiigaa hu.aa
Kashif Rafiq
Nazm
saat-e-aghaz ki be-manawiyyat
saarii be-ma.anaviyyat saa.at-e-aaGaaz me.n thii
jab havaa garm hu.ii