SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-sharaf"
Nazm MATCHES FOR "be-sharaf"
Nazm
daraKHt-e-zard
KHalaf us ke KHazaf aur be-nihaayat naa-KHalaf nikle
ham us ke saare beTe intihaa.ii be-sharaf nikle
Jaun Eliya
Nazm
iqbaal-e-jurm
urdu adab se shaa'irii se kuchh shaGaf nahii.n
is fan se aur KHayaal se mai.n baa-sharaf nahii.n
Faizan Jaffery Al-Khwarzami
Nazm
rafiq-e-nadida
ik nidaa aa.ii bahut duur se kaano.n me.n mire
phir KHayaal aayaa ki ye vahm miraa ho shaayad
Shamsi Tasneem
Nazm
dard-e-dil
dard hai dil ke liye aur dil insaa.n ke liye
taazgii barg-o-samar kii chamanistaa.n ke liye
Chakbast Braj Narayan
Nazm
dua
vo saraapaa-e-sitam jis kaa mai.n diivaana huu.n
us kii zulfo.n ke liye buu-e-vafaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
shikast
mujaahidaana haraarat rahii na suufii me.n
bahaana be-amalii kaa banii sharaab-e-alast
Allama Iqbal
Nazm
nam-e-KHumari
na aaGaaz jis kaa na anjaam ko.ii
usii be-nishaa.n kaa parastaar huu.n mai.n