SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-suud"
Nazm MATCHES FOR "be-suud"
Nazm
mashwara
aatish-e-be-suud me.n mat kuud ho kar be-KHatar
mat ga.nvaa yuu.n muft me.n aazaadii-e-qalb-o-jigar
Asad Jafri
Nazm
zulmat-e-ana
zehn par chhaa.ii hai be-suud KHayaalo.n kii ghaTaa
fikr-o-ehsaas kaa har gosha hai mahruum-e-ziyaa
Akhtar Bastavi
Nazm
rihai ki be-sud KHwahish
mere kamre kii khi.Dkii ke baahar havaa chiiKHtii hai
ba.Daa shor hai
Najma Mahmood
Nazm
raqib se!
kaarvaa.n guzre hai.n jin se usii raanaa.ii ke
jis kii in aa.nkho.n ne be-suud ibaadat kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kuchh agar hai to mile
phail ke saahil-e-paayaab ko Gaarat kar de
marqad-e-hiila-e-be-suud miTe
Kishwar Naheed
Nazm
chautha quarter
aur us ne shahar kii na.ngii hathelii me.n
shu.aa-e-harkat-e-be-suud kii ik kiil gaa.Dii
Nisar Nasik
Nazm
abhi mujhse kisi ko mohabbat nahin hui
mohabbat talaash karne ke kaar-e-be-suud me.n masruuf huu.n
mohabbat ke mausam tak
Ziyaul Hasan
Nazm
abhi mujhse kisi ko mohabbat nahin hui
mohabbat talaash karne ke kaar-e-be-suud me.n masruuf
mohabbat ke mausam tak
Ziyaul Hasan
Nazm
chand roz aur meri jaan
dil kii be-suud ta.Dap jism kii maayuus pukaar
chand roz aur mirii jaan faqat chand hii roz