SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-suud"
Ghazal MATCHES FOR "be-suud"
Ghazal
ye ishq-vishq kaavish-e-be-suud hai ai dost
aisii hai ye KHushii ki jo mahduud hai ai dost
Manzar Suhai
Ghazal
be-suud hai guftaar jo kirdaar nahii.n hai
kirdaar ho to haajat-e-guftaar nahii.n hai
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
koshishe.n be-suud hai.n bekaar har tadbiir hai
husn kii sarkaar me.n har aah be-taasiir hai
Muneer Bhopali
Ghazal
be-suud ek silsila-e-imtihaa.n na khol
sab dekh dekhtaa hii chalaa jaa zabaa.n na khol
Hakeem Manzoor
Ghazal
ai merii aa.nkho ye be-suud justujuu kaisii
jo KHvaab KHvaab rahii.n un kii aarzuu kaisii
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
suKHanvarii kaa ye be-suud kaarobaar hai kyaa
junuun-e-shiisha-garii kaa ma.aal-e-kaar hai kyaa
Syed Ahmad Sahar
Ghazal
Abaan Asif Kachkar
Ghazal
din-raat raah-e-ishq me.n be-suud aah kar
hai husn kaa taqaazaa ki KHud ko tabaah kar
Yousuf Bin Mohammad
Ghazal
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
rokaa anaa ne kaavish-e-be-suud se mujhe
us but ko apnaa haal sunaane nahii.n diyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
ham ne be-suud tire saath mohabbat kii hai
itnii be-suud ki paane kii bhii chaahat nahii.n kii
Arslan Abbas
Ghazal
aql kahtii hai tirii saarii tag-o-dau be-suud
dil kahe ishq me.n be-suud ziyaa.n tak jaa.uu.n
Hidayatullah
Ghazal
hamaarii koshish-e-be-suud us ko kyaa paatii
husuul jis kaa thaa mumkin faqat muqaddar se
Riaz Majeed
Ghazal
pand-e-be-suud se behtar thaa ki yaa-huu kahte
kaash insaa.n ke evaz bante kabuutar vaa.iz
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
mai.n dekhtaa rahtaa huu.n ki vo khi.Dkii hai KHaalii
taa-haal yahii raunaq-e-be-suud hai mujh me.n