SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-suud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-suud"
Ghazal
ye ishq-vishq kaavish-e-be-suud hai ai dost
aisii hai ye KHushii ki jo mahduud hai ai dost
Manzar Suhai
Ghazal
be-suud hai guftaar jo kirdaar nahii.n hai
kirdaar ho to haajat-e-guftaar nahii.n hai
Basheer Ahmad Basheer
PAGE MATCHES FOR "be-suud"
MORE MATCHES FOR "be-suud"
Rubai
be-his ke taGaaful kaa to shikva be-suud
patthar se pighalne kaa taqaazaa be-suud
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
be-suud ek silsila-e-imtihaa.n na khol
sab dekh dekhtaa hii chalaa jaa zabaa.n na khol
Hakeem Manzoor
Nazm
mashwara
aatish-e-be-suud me.n mat kuud ho kar be-KHatar
mat ga.nvaa yuu.n muft me.n aazaadii-e-qalb-o-jigar
Asad Jafri
Sher
kitnii be-suud judaa.ii hai ki dukh bhii na milaa
ko.ii dhoka hii vo detaa ki mai.n pachhtaa saktaa
Sabir Zafar
Ghazal
ai merii aa.nkho ye be-suud justujuu kaisii
jo KHvaab KHvaab rahii.n un kii aarzuu kaisii
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
suKHanvarii kaa ye be-suud kaarobaar hai kyaa
junuun-e-shiisha-garii kaa ma.aal-e-kaar hai kyaa
Syed Ahmad Sahar
Sher
bahe.n na aa.nkh se aa.nsuu to naGmagii be-suud
khile.n na phuul to ra.ngiini-e-fuGaa.n kyaa hai
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
Abaan Asif Kachkar
Sher
unhe.n ye zom ki be-suud hai sadaa-e-suKHan
hame.n ye zid ki isii haa.o-huu me.n phuul khile