SEARCH RESULTS
Showing search results for "betaab"
Nazm MATCHES FOR "betaab"
Nazm
shikwa
naGme betaab hai.n taaro.n se nikalne ke liye
tuur muztar hai usii aag me.n jalne ke liye
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
aa.ii aavaaz Gam-a.ngez hai afsaana tiraa
ashk-e-betaab se labrez hai paimaana tiraa
Allama Iqbal
Nazm
naya hukm-nama
ye lahre.n rokii jaatii hai.n
to dariyaa kitnaa bhii ho pur-sukuu.n betaab hotaa hai
Javed Akhtar
Nazm
KHuda wo waqt na lae
Gamo.n se aa.iina-e-dil gudaaz ho teraa
hujuum-e-yaas se betaab ho ke rah jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
jis kii naadaanii sadaaqat ke liye betaab hai
jis kaa naaKHun saaz-e-hastii ke liye mizraab hai
Allama Iqbal
Nazm
kangan
apnii naazuk sii kalaa.ii me.n cha.Dhaatii mujh ko
aur betaabii se furqat ke KHizaa.n lamho.n me.n
Wasi Shah
Nazm
nauha
arthii to uThaa lete hai.n sab ashk bahaa ke
naaz-e-dil-e-betaab uThaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
betaab na ho maarka-e-biim-o-rajaa dekh!
hai.n tere tasarruf me.n ye baadal ye ghaTaa.e.n
Allama Iqbal
Nazm
intizar
Galat thaa da.ava-e-sabr-o-shakeb aa jaa.o
qaraar-e-KHaatir-e-betaab thak gayaa huu.n mai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek taswir-e-rang
husn kaa naGma-e-javed hu.ii thii ma.aluum
ishq kaa jazb-e-betaab nazar aa.ii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
koi dil ki chahat se majbur hai
tum bhii bechain ho ham bhii betaab hai.n
jab se aa.nkhe.n milii.n dono.n be-KHvaab hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
qaid-e-tanhai
KHvaab hii KHvaab me.n betaab nazar hone lagii
adam-aabaad-e-judaa.ii me.n sahar hone lagii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
sub.h hone hii ko hai ai dil-e-betaab Thahar
abhii zanjiir chhanaktii hai pas-e-parda-e-saaz