SEARCH RESULTS
Showing search results for "betaab"
Ghazal MATCHES FOR "betaab"
Ghazal
aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karuu.n KHuun-e-jigar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye aarzuu thii tujhe gul ke ruu-ba-ruu karte
ham aur bulbul-e-betaab guftuguu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
nigah-e-sharm ko be-taab kiyaa kaam kiyaa
ra.ng laayaa tirii aa.nkho.n me.n samaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
betaab hai kamaal hamaaraa dil-e-hazii.n
mehmaa.n saraa-e-jism kaa hogaa ravaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kitne betaab the rim-jhim me.n piye.nge lekin
aa.ii barsaat to barsaat pe ronaa aayaa
Saifuddin Saif
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
dil-e-betaab ko pahluu me.n machalte kyaa der
sun le itnaa kisii kaafir kaa jamaal achchhaa hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
havaa kii tarah mai.n be-taab huu.n ki shaaKH-e-gulaab
lahaktii hai mirii aahaT pe ab tumhaarii tarah
Bashir Badr
Ghazal
hai zehn zindagii ke masaa.il se muntashir
aur dil kisii ke ishq me.n betaab aur hai
Jahangeer nayab
Ghazal
aa.nkh bechain tirii ek jhalak kii KHaatir
dil hu.aa jaataa hai betaab machalne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
betaab ho ke bazm se us kii uThaa diyaa
Gaafil mai.n huu.n magar hai bahut hoshyaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
Gam-e-firaaq me.n ho 'daaG' is qadar betaab
zaraa se ranj me.n jaa.n aap kii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
yaa to mai.n KHud hii rihaa.ii ke liye huu.n be-taab
yaa giraftaar ko.ii mere sivaa hai mujh me.n