SEARCH RESULTS
Showing search results for "bharam"
Nazm MATCHES FOR "bharam"
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
kar chale jin kii KHaatir jahaa.ngiir ham
jaa.n ga.nvaa kar tirii dilbarii kaa bharam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
safar ke waqt
vo 'jaun' jo nazar aataa hai us kaa zikr nahii.n
tum apne 'jaun' kaa jo tum me.n hai bharam rakhnaa
Jaun Eliya
Nazm
nur-jahan ke mazar par
aur murjhaa ke bhii aazaad na ho saktii thii.n
zill-e-subhaan kii ulfat ke bharam kii KHaatir
Sahir Ludhianvi
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
ye ek laGzish hai jis ke dam se hayaat-e-nau kaa bharam khulaa hai
Tariq Qamar
Nazm
bint-e-hawwa
mai.n ne jazbo.n kaa tasadduq va bharam rakkhaa hai
merii hii zaat se mansuub har ik rishta hai
Hina Rizvi
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
mehrbaa.n dost rifaaqat kaa bharam rakhte hu.e
ajnabii log dil-o-jaa.n me.n qadam rakhte hu.e
Mohsin Naqvi
Nazm
tasalsul
kis ko ma.aluum ye sadiyo.n ke pur-asraar bharam
kaun jaane ki ye patthar bhii kabhii the insaa.n
Ahmad Faraz
Nazm
shairi sach bolti hai
parda-daarii to KHud apnaa hii bharam kholtii hai
shaa.irii sach boltii hai
Qateel Shifai
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
vajuud aksar mai.n apnaa bhuultaa huu.n
bharam me.n tere KHud ko chuumtaa huu.n
Chandra Shekhar Varma
Nazm
America ke kutte
ham pe kahte hai.n imaarat kaa bharam kutte hai.n
aur kutte ye samajhte hai.n ki ham kutte hai.n
Khalid Irfan
Nazm
pandrah august
chalo apnii dhartii ko dulhan banaa.e.n
khule kaise kaise bharam dushmano.n ke
Masooda Hayat
Nazm
safar aur musafir
aa.ndhiyaa.n Gam kii uThe.ngii har qadam
rakhnaa apne hauslo.n kaa tum bharam
Hafiz Karnataki
Nazm
ek sitara aadarsh ka
ham ne jis ghar kaa bharam rakhne kii KHaatir
daaKHil-e-zindaa.n kiyaa thaa