SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhiim"
Nazm MATCHES FOR "bhiim"
Nazm
pyara hindostan
kaise kaise bhiim kha.De hai.n
jharne gir gir paa.nv pa.De hai.n
Nazeer Banarasi
Nazm
diwali
aaj Dhuu.nDhne par bhii mil sakii na taariikii
maut kho ga.ii shaayad zindagii ke rele me.n
Nazeer Banarasi
Nazm
aahang-e-nau
mahfil-e-ziist pe farmaan-e-qazaa jaarii hai
shahr to shahr hai gaa.nv pe bhii bambaarii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jazbaat-e-aftab
Gam kaa tuufaa.n bhii agar aa.e to kuchh fikr na kar
qaum kaa dard har ik dil me.n magar paidaa kar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
hindostan
go KHaak ho chukaa hai hindostaa.n hamaaraa
phir bhii hai kul jahaa.n me.n pallaa garaa.n hamaaraa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
udaipur
sar-zamiin-e-padmanii gahvaara-e-prataapii bhiim
rashk-e-firdaus-e-zamaana dekhne aayaa huu.n mai.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
pyara watan hamara
laakho.n the bhiim arjun balraam shyaam 'raghubar'
the tiir jin ke zevar bistar the jin ke KHanjar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
sal-e-nau ka hangama
arjun ke aur bhiim ke ghar se muqaabla
phir KHaandaan-e-sarvar-e-kaun-o-makaa.n se jang
Zafar Ali Khan
Nazm
lashkar-e-hind
arjun-o-bhiim kaa duniyaa me.n amar naam rahe
hamla dushman kaa har ik tarh se naakaam rahe
Gulzar Dehlvi
Nazm
hindostan
go KHaak ho chukaa hai hindostaa.n hamaaraa
phir bhii hai kul jahaa.n me.n pallaa garaa.n hamaaraa
Babu Murli Dhar
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham dekhe.nge
laazim hai ki ham bhii dekhe.nge