SEARCH RESULTS
Showing search results for "bish"
Nazm MATCHES FOR "bish"
Nazm
saza
tum ko yahaa.n ke saaya o partav se kyaa Garaz
tum apne haq me.n biich kii diivaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
ham-suKHan ho.nge jo ham dono.n to har baat ke biich
an-kahii baat kaa mauhuum saa parda hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
baiTha hai mere samne wo
bichh jaa.uu.n mai.n us ke raaste me.n
phir bhii kyaa is se faa.eda hai
Fahmida Riaz
Nazm
muflisi
muflis kare jo aan ke mahfil ke biich haal
sab jaane.n roTiyo.n kaa ye Daalaa hai is ne jaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aam-nama
aisaa zaruur ho ki unhe.n rakh ke khaa sakuu.n
puKHta agarche biis to das KHaam bhejiye
Akbar Allahabadi
Nazm
jugnu
isii ke biich me.n hai ek pe.D piipal kaa
sunaa hai mai.n ne buzurgo.n se ye ki umr us kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hinDola
rumuuz-e-besh-bahaa TheTh aadmiyat ke
kahaaniyaa.n thii.n ki sad-dars-gaah-e-riqqat-e-qalb
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
avaj briish raajaa dekhaa
partav taKHt-o-taaj kaa dekhaa
Akbar Allahabadi
Nazm
barsat ki bahaaren
qudrat ke bichh rahe hai.n har jaa hare bichhaune
ja.ngalo.n me.n ho rahe hai.n paidaa hare bichhaune
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kali diwar
is kaalii diivaar pe kanda dekhe hazaaro.n naam
un naamo.n ke biich likhaa thaa shohdaa-e-vietnam
Ahmad Faraz
Nazm
mujhe hansna paDa aaKHir
yuu.n bhii itnaa dard detii hai
ki is me.n biich kaa rasta kabhii mumkin nahii.n hotaa