SEARCH RESULTS
Showing search results for "bujh"
Nazm MATCHES FOR "bujh"
Nazm
jawab-e-shikwa
kyuu.n hiraasaa.n hai sahiil-e-faras-e-aadaa se
nuur-e-haq bujh na sakegaa nafas-e-aadaa se
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
duniyaa kii mahfilo.n se uktaa gayaa huu.n yaa rab
kyaa lutf anjuman kaa jab dil hii bujh gayaa ho
Allama Iqbal
Nazm
ai mere sare logo
sandalii.n paa.nv se mastaana-ravii ruuTh ga.ii
marmarii.n haatho.n pe jal-bujh gayaa a.ngaar-e-hinaa
Ahmad Faraz
Nazm
shikast
bujh chuke hai.n mire siine me.n mohabbat ke ka.nval
ab tire husn-e-pashiimaa.n se mujhe kyaa lenaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
chand-chehra sitara-ankhen
bujhe hu.e se charaaG jaise
jo phir se chalne ke muntazir ho.n
Obaidullah Aleem
Nazm
tum
jise na buujh sakaa ishq vo pahelii ho
jise samajh na sakaa pyaar bhii vo pyaar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
lab pe pabandi to hai
bujh rahe hai.n ek ik kar ke 'aqiido.n ke diye
is a.ndhere kaa bhii lekin saamnaa karnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
yak-ba-yak bujh jaa.e
lab-kushaa ho ki fazaa me.n phir se