SEARCH RESULTS
Showing search results for "but"
Nazm MATCHES FOR "but"
Nazm
naya shiwala
sach kah duu.n ai barhaman gar tuu buraa na maane
tere sanam-kado.n ke but ho ga.e puraane
Allama Iqbal
Nazm
patthar
ret se but na banaa ai mire achchhe fankaar
ek lamhe ko Thahar mai.n tujhe patthar laa duu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
jawab-e-shikwa
but-shikan uTh ga.e baaqii jo rahe but-gar hai.n
thaa braahiim pidar aur pisar aazar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
shikwa
qaum apnii jo zar-o-maal-e-jahaa.n par martii
but-faroshii ke evaz but-shikanii kyuu.n kartii
Allama Iqbal
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
sab but uThvaa.e jaa.e.nge
ham ahl-e-safaa marduud-e-haram
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lab-e-ju-e-bare
ek hii pal ke liye baiTh ke phir uTh baiThii
aa.nkh ne sirf ye dekhaa ki nashista but hai
Meeraji
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
to.D kar rasm kaa but band-e-qadaamat se nikal
Kaifi Azmi
Nazm
tarana-e-milli
duniyaa ke but-kado.n me.n pahlaa vo ghar KHudaa kaa
ham is ke paasbaa.n hai.n vo paasbaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
saloni sardiyon ki nazm
puraane boot hai.n tasme khule hai.n
abhii miTTii ke chehre un-dhule hai.n
Aamir Suhail
Nazm
la-ilaha-illallah
agarche but hai.n jamaa.at kii aastiino.n me.n
mujhe hai hukm-e-azaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
nanak
but-kada phir baad muddat ke magar raushan hu.aa
nuur-e-ibraahiim se aazar kaa ghar raushan hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
nim-libasi ka nauha
tumhaarii mohabbat ko zindagii dene ke liye
mai.n ne to apne saare but to.D liye
Zahid Imroz
Nazm
sarhaden
rome ke but ho.n ki paris kii ho monalisa
keats kii qabr ho yaa turbat-e-firdausii ho
Ahmad Faraz
Nazm
but-tarash
ik fusuu.n-kaar but-taraash huu.n mai.n
zindagii kii taviil raato.n ko