SEARCH RESULTS
Showing search results for "calendar"
Nazm MATCHES FOR "calendar"
Nazm
raat sunsan hai
aaj mai.n jaise mazaaro.n pe chalaa aayaa huu.n
gard-aaluuda calendar pe ajantaa ke nuquush
Mustafa Zaidi
Nazm
naya calendar
farvarii phuulo.n kii gaa.Dii pe savaar aatii hai
march aataa hai to baaGo.n me.n bahaar aatii hai
Shabnam Rumani
Nazm
december
diivaaro.n par na.e calendar na.e manaazir ho.nge
dau.Dii dau.Dii aa.ii january bye december baabaa
Abdur Rahim Nashtar
Nazm
chhuTTi ka din
ye merii maut par chhuTTii kaa din hai
calendar par chhapii ye aaj kii taariiKH
Shariq Kaifi
Nazm
calendar
is calendar me.n jitnii tasviire.n hai.n
sab mujh ko jaan se pyaarii hai.n
Ishrat Afreen
Nazm
calendar ka KHauf
vaqt phir kyo.n hame.n Daraataa hai
kyo.n calendar se KHauf aataa hai
Akhtar Bastavi
Nazm
aaKHiri kil
mai.n ne calendar ke baara mahiino.n se
baara urdu shaa.ero.n ke KHaake nikaale
Tanveer Anjum
Nazm
aaKHiri qafila
barahna diivaar par Ta.nge pur-kashish calendar me.n
daa.ere kaa nishaan
Wali Alam Shaheen
Nazm
KHwabon ki badli thi wo ek
taariiKHe.n to calendar ko
chho.D ke kab kii jaa hii chukii thii.n
Yogender Dutt Tyagi
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
jab shahr kha.nDar ban jaa.egaa
phir kis par sang uThaa.oge
Ahmad Faraz
Nazm
KHak-e-hind
sab suurbiir apne is KHaak me.n nihaa.n hai.n
TuuTe hu.e kha.nDar hai.n yaa un kii haDDiyaa.n hai.n