SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaaraagar"
Nazm MATCHES FOR "chaaraagar"
Nazm
dastur
ab na ham par chalegaa tumhaaraa fusuu.n
chaaraagar dardmando.n ke bante ho kyuu.n
Habib Jalib
Nazm
wasoKHt
har chaaraagar ko chaaragarii se gurez thaa
varna hame.n jo dukh the bahut laa-davaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nura
vo ik nurse thii chaara-gar jis ko kahiye
madaavaa-e-dard-e-jigar jis ko kahiye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
ab vaqt hai diidaar kaa dam hai ki nahii.n hai
ab qaati-e-jaa.n chaara-gar-e-kulfat-e-Gam hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
chaara-gar kii maan lii
aur mai.n ne gard-aaluud aa.nkho.n ko lahuu se dho liyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chaaragar
mire chaaragar mai.n huu.n biimaar teraa
tire haath hii shifaa chaahtaa huu.n
Darshan Singh
Nazm
mera KHwab thin jo mohabbaten
mai.n haqiiqato.n se kaTii hu.ii mire chaaraagar
mujhe raas aa.ii.n aziyyate.n
Fauziya rabab
Nazm
tujhe kya KHabar
mire chaaragar tujhe kyaa KHabar
mujhe aaj bhii tirii laaj kaa vahii pahle jaisaa KHayaal hai
Talib Ansari
Nazm
naya KHun
chaaraagar aa.e bahut ko.ii masiihaa na hu.aa
siina-e-arz ke zaKHmo.n kaa mudaavaa na hu.aa