SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashm"
Nazm MATCHES FOR "chashm"
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
chashm-e-aqvaam se maKHfii hai haqiiqat terii
hai abhii mahfil-e-hastii ko zaruurat terii
Allama Iqbal
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
chashm-e-nam jaan-e-shoriida kaafii nahii.n
tohmat-e-ishq-e-poshiida kaafii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
masjid-e-qurtuba
aaj bhii is des me.n aam hai chashm-e-Gazaal
aur nigaaho.n ke tiir aaj bhii hai.n dil-nashii.n
Allama Iqbal
Nazm
shikast-e-tauba
piitaa baGair izn ye kab thii mirii majaal
dar-parda chashm-e-yaar kii shah paa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
guftugu (Hind Pak dosti ke nam)
chashm o abruu ke ishaaro.n me.n mohabbat hogii
nafrat uTh jaa.egii mehmaan muravvat hogii
Ali Sardar Jafri
Nazm
yaad-e-aligarh
ko.ii husn-e-naahiid par mar miTaa thaa
ko.ii chashm-e-nargis kaa biimaar saa thaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
ramaen ka ek sin
jumbish hu.ii labo.n ko bharii ek sard aah
lii gosha-ha-e-chashm se ashko.n ne ruKH kii raah