SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhed"
Nazm MATCHES FOR "chhed"
Nazm
shikwa
muztarib-e-baaG ke har Gunche me.n hai buu-e-niyaaz
tuu zaraa chhe.D to de tishna-e-mizraab hai saaz
Allama Iqbal
Nazm
abhi to main jawan hun
inhe.n hayaat-aafrii.n
bhalaa mai.n chho.D duu.n yahii.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
ecstasy
garmi-e-ruKHsaar se dahkii hu.ii ThanDii havaa
narm zulfo.n se mulaa.em u.ngliyo.n kii chhe.D-chhaa.D
Parveen Shakir
Nazm
andeshe
be-mahal chhe.D pe jazbaat ubal aa.e ho.nge
Gam pashemaan-e-tabassum me.n Dhal aa.e ho.nge
Kaifi Azmi
Nazm
mujhe sochne de
merii naakaam mohabbat kii kahaanii mat chhe.D
apnii maayuus uma.ngo.n kaa fasaana na sunaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
phir aaKHir ta.ng aa kar ham ne
dono.n ko adhuuraa chho.D diyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
kabhii saliib pe apno.n ne mujh ko laTkaayaa
kiyaa falak ko safar chho.D kar zamii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
masjid
aur TuuTii hu.ii diivaar pe chanDol kabhii
giit phiikaa saa ko.ii chhe.D diyaa kartaa hai
Akhtarul Iman
Nazm
holi
havaa har ek ko chal phir ke gudgudaatii hai
nahii.n jo ha.nste unhe.n chhe.D kar ha.nsaatii hai
Nazeer Banarasi
Nazm
barbat-e-shikasta
gungunaa ke mastii me.n saaz le liyaa mai.n ne
chhe.D hii diyaa aaKHir naGma-e-vafaa mai.n ne
Asrarul Haq Majaz
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
tazkira dehli-e-marhuum kaa ai dost na chhe.D
na sunaa jaa.egaa ham se ye fasaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
haweli
haa.n vo naGma chhe.D jis se muskuraa.e zindagii
to bajaa-e-saaz-e-ulfat aur gaa.e zindagii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
aur bhi gham hain zamane mein
aaj kii shab ko.ii afsaana-e-dilkash mat chhe.D
merii aa.nkho.n ko yuu.nhii ashk-fishaa.n rahne de
Ali Minai
Nazm
aDe kabutar uDe KHayal
apne haatho.n se chhed diyaa hai
phuulo.n jaise kaano.n me.n phir
Munawwar Rana
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
ham apne tesho.n kii zarb-e-kaarii
se un ke siino.n ko chhed Daale.n