SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhed"
Ghazal MATCHES FOR "chhed"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
'Gaalib' hame.n na chhe.D ki phir josh-e-ashk se
baiThe hai.n ham tahayya-e-tuufaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
shikva to ek chhe.D hai lekin haqiiqatan
teraa sitam bhii terii inaayat se kam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kamzorii-e-nigaah ne sanjiida kar diyaa
jalvo.n se chhe.D-chhaa.D kii aadat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
ruk ruk ke saaz chhe.D ki dil mutma.in nahii.n
tham tham ke mai pilaa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
abhii na chhe.D mohabbat ke giit ai mutrib
abhii hayaat kaa maahaul KHush-gavaar nahii.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ba.De vo aa.e dil o jaa.n ke luuTne vaale
nazar se chhe.D diyaa gudgudaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
hai chhe.D iKHtilaat bhii Gairo.n ke saamne
ha.nsne ke badle ro.e.n na kyuu.n gudgudii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
ai dard dil ko chhe.D ke phir baar baar chhe.D
hai chhe.D kaa mazaa KHalish-e-baar-baar me.n