SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhedne"
Nazm MATCHES FOR "chhedne"
Nazm
taghayyuraat
ha.ns ha.ns ke chhe.Dne kii vo aadat nahii.n rahii
vo mai.n nahii.n rahaa vo masarrat nahii.n rahii
Jauhar Nizami
Nazm
saza
phir mujh ko chaahne kaa tumhe.n ko.ii haq nahii.n
tanhaa karaahne kaa tumhe.n ko.ii haq nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
banii aGyaar kii ab chaahne vaalii duniyaa
rah ga.ii apne liye ek KHayaalii duniyaa
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
tum me.n huuro.n kaa ko.ii chaahne vaalaa hii nahii.n
jalva-e-tuur to maujuud hai muusaa hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
jo ko.ii chaahne vaalaa tavaaf ko nikle
nazar churaa ke chale jism o jaa.n bachaa ke chale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
raato.n ko chalne vaale rah jaa.e.n thak ke jis dam
ummiid un kii meraa TuuTaa hu.aa diyaa ho
Allama Iqbal
Nazm
mere hamdam mere dost!
kaise ik chehre ke Thahre hu.e maanuus nuquush
dekhte dekhte yak-laKHt badal jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n miizaan aise aadil kii
jo apne chehre pe dohraa naqaab rakhtaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
andesha
in kii baato.n kaa zaraa saa bhii asar mat lenaa
varna chehre ke ta.assur se samajh jaa.e.nge