SEARCH RESULTS
Showing search results for "daftar"
Nazm MATCHES FOR "daftar"
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
naadaarii daftar bhuuk aur Gam
un sapno.n se Takraate rahe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iltija-e-musafir
jalaa ke jis kii mohabbat ne daftar-e-man-o-tuu
havaa-e-aish me.n paalaa kiyaa javaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
majmu.a-e-azdaad hai 'iqbaal' nahii.n hai
dil daftar-e-hikmat hai tabii.at KHafaqaanii
Allama Iqbal
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
ye faal har ik daftar-e-manzuum se nikle
urdu kaa janaaza hai zaraa dhuum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
ramayan ka ek scene
ik daftar-e-mazaalim-e-charKH-e-kuhan khulaa
vaa thaa dahaan-e-zaKHm ki baab-e-suKHan khulaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
yaad-e-aligarh
vo be-fikr duniyaa vo lafzo.n ke daftar
ki jin kaa siraa thaa na ko.ii Thikaana
Aabidullah Ghazi
Nazm
KHatun-e-mashriq
daf.atan guu.njii sadaa phir aalam-e-anvaar me.n
aurte.n duniyaa kii haazir ho.n mire darbaar me.n
Josh Malihabadi
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
daftar-e-ittihaad-o-yak-jehtii
pyaar kii daastaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
KHana-ba-dosh
palTe hai.n jis ne dahr ke daftar vo qaum hai
paidaa kiye hai.n jis ne payambar vo qaum hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaftab
ai aaftaab ruuh-o-ravaan-e-jahaa.n hai tuu
shiiraaza-band daftar-e-kaun-o-makaa.n hai tuu
Allama Iqbal
Nazm
fareb
tumhaare haath kii jumbish se kaa.np jaa.egaa
ki jaise tum abhii daftar se lauT aa.oge