SEARCH RESULTS
Showing search results for "dakan"
Nazm MATCHES FOR "dakan"
Nazm
urdu
dakkan ke 'valii' ne mujhe godii me.n khelaayaa
'saudaa' ke qasiido.n ne miraa husn ba.Dhaayaa
Iqbal Ashhar
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
qismat ki rahbarii se milii manzil-e-muraad
farmaa.n-ravaa-e-mulk-e-dakan ko kiyaa salaam
Akbar Allahabadi
Nazm
bambai
ye hai hindostaa.n kii uruusul-bilaad
sar-zamiin-e-dakan kii dulhan bamba.ii
Ali Sardar Jafri
Nazm
mera watan
jahaa.n dilkash dakan kaa har samaa.n hai
vahii meraa vatan hindostaa.n hai
Rahbar Jaunpuri
Nazm
sir akbar haidari sadr-e-azam Hyderabad dakan ke nam
تھا يہ اللہ کا فرماں کہ شکوہ پرويز
دو قلندر کو کہ ہيں اس ميں ملوکانہ صفات
Allama Iqbal
Nazm
yaum-e-yaadgar-e-sir-sayyad dar-dakan
us sham-e-ilm-o-fan keii kuchh muntashir shu.aa.e.n
yaaraan-e-bazm tum ho us gosha-e-dakan me.n
Fani Badayuni
Nazm
Tipu ki aawaz
mere lahuu kii buu.nd me.n Galtaa.n thii.n bijliyaa.n
KHaak-e-dakan ko mai.n ne sharar-aashnaa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
dagh
tire naGme sukuu.n-parvar the arbaab-e-mohabbat ke
sadaa be-daaG dekhaa hai tire daamaan-e-fitrat
Maikash Akbarabadi
Nazm
haidar aabaad
fazaa jaa.n-fazaa zarra-zarra hasii.n hai
haqiiqat me.n mulk-e-dakan gul-zamii.n hai
Sikandar Ali Wajd
Nazm
sita
chhupaa.e hai.n siine me.n kuchh raaz apne
dakan ke kuhistaa.n kii taptii chaTaane.n
Shafiq Fatima Shera
Nazm
dakan
jo sach puuchhte ho 'sahar' to vo KHitta
dakan hai dakan hai dakan hai dakan hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
hamara watan
kumaarii jahaa.n hai uruus-e-dakkan
hamaaraa vatan hai hamaaraa vatan
Arsh Malsiyani
Nazm
faryaadat
dillii me.n yuu.n zabaan pe aa.ii dakan kii baat
sahraa me.n chhe.D deve ko.ii jaise chaman kii baat