SEARCH RESULTS
Showing search results for "dakan"
Ghazal MATCHES FOR "dakan"
Ghazal
us naaznii.n ne jab se kiyaa hai vahaa.n qayaam
gulzaar ban ga.ii hai zamiin-e-dakan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
karachi kaa kitchen ho yaa vo dakkan kii raso.ii ho
namak kaa farq hai baigan baghaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
dakan kii hiir se 'aazaad' ko.ii jaa ke ye kah de
ki raa.njhe ke vatan se aaj ik diivaana aataa hai
Jagan Nath Azad
Ghazal
yaadash-ba-KHair dasht me.n maanind-e-ankabuut
daaman ke apne taar jo KHaaro.n pe tan gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
'aazaad' phir dakan kaa samundar hai aur tuu
le jaa dil o nazar kaa safiina sambhaal kar
Jagan Nath Azad
Ghazal
ab na vo ahbaab zinda hai.n na rasm-ul-KHat vahaa.n
ruuTh kar urdu to dehlii se dakan me.n aa ga.ii
Kavish Badri
Ghazal
ye mahv hu.e dekh ke be-saaKHta-pan ko
aa.iine me.n KHud chuum liyaa apne dahan ko
Hairat Allahabadi
Ghazal
is daur me.n aasaa.n to na thii aisii Gazal bhii
kuchh fan abhii zinda hai magar mulk-e-dakan me.n
Bashar Nawaz
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
ik husn-e-dakan thaa ki nigaaho.n se na chhuuTaa
har husn ko varna ba-KHudaa chho.D ga.e ham
Jagan Nath Azad
Ghazal
phir yaad aa ga.ii kisii shiirii.n-dahan kii baat
jis kii har ek baat hai sher-o-suKHan kii baat
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
haibat-e-shaah-e-dakan se 'shaad' ye shohra hai aaj
kaa.nptaa niklaa kare jeb-e-sahar se aaftaab