SEARCH RESULTS
Showing search results for "dam-e-be-hisaab"
Nazm MATCHES FOR "dam-e-be-hisaab"
Nazm
tumhein kya?
hisaab-e-be-gunaahii har nafas par detaa rahtaa huu.n
magar ye meraa apnaa mas.ala hai ek dam zaatii
Sulaiman Areeb
Nazm
kahan hai aa ja
raahat-e-banda-e-be-daam kahaa.n hai aa jaa
paikar-e-husn sar-e-baam kahaa.n hai aa jaa
Shakeel Badayuni
Nazm
tumhaare baghair
jahaa.n bhii husn kii jalva-numaa.iyaa.n dekhii.n
tumhaarii yaad mirii jaan be-hisaab aa.ii
Jameel Usman
Nazm
pata nahin wo kaun tha
mai.n be-hisaab aarzuu.o.n kaa shikaar
intihaa-e-shauq me.n fareb us kaa khaa gayaa
Bashar Nawaz
Nazm
KHidmat-e-adab
ye KHidmat-e-adab kaa tariiqa hai laa-javaab
pesha ye vo hai jis me.n munaafa hai be-hisaab
Raza Naqvi Vahi
Nazm
be-masraf rishton ki faraghat
computer screen par raushan rahte hai.n
be-hisaab gaD-maD huruuf be-shumaar be-KHaal-o-KHat
Anjum Saleemi
Nazm
musafir
sarsar-e-be-e.atidaalii se gurezaa.n fikr-o-fan
hosh me.n thaa taa-dam-e-aaKHir zamiir-e-mo'atabar
Aziz Tamannai
Nazm
kifayat shiari
diyaa hai rab ne to be-shak tum us ko KHarch karo
magar ba-qadr-e-zaruurat ho be-hisaab na ho
Abdul Ahad Saaz
Nazm
premchand ko KHiraj-e-aqidat
is soz-e-jaa.n-gusil se har ik dil kabaab hai
fart-e-tapish hai aatish-e-Gam be-hisaab hai
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
izhaar
yuu.nhii be-vaj.h ThiTakne kii zaruurat kyaa thii
dam-e-ruKHsat mai.n agar yaad na aayaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ujlat mein pashemani ka tazkira
ham kahii.n saa.at-e-be-baal-o-parii
khol ke dam lete hai.n
Farrukh Yar
Nazm
chadar aur chaar-diwari
dam-e-sub.h dar-ba-dar hai.n
huzuur ke nutfe ko mubaarak ke nisf virsa se be-mo'atabar hai.n
Fahmida Riaz
Nazm
bad-surati ka husn
KHumaar-e-be-karaa.n zinda
ki puurii aadmiyyat jis ke dam se