SEARCH RESULTS
Showing search results for "dam-e-be-hisaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dam-e-be-hisaab"
Rubai
dil ne Gam-e-be-hisaab kyaa kyaa dekhaa
aa.nkho.n se jahaa.n me.n KHvaab kyaa kyaa dekhaa
Meer Anees
Ghazal
be-misl-o-be-hisaab ujaalo.n ke baa'd bhii
kuchh aur maa.ng jaan se pyaaro.n ke baa'd bhii
Waqar Khan
Ghazal
nigaah-e-shauq ko phir lutf-e-be-hisaab mile
KHudaa kare ki tujhe daa.imii shabaab mile
Raushan Laal Raushan
PAGE MATCHES FOR "dam-e-be-hisaab"
MORE MATCHES FOR "dam-e-be-hisaab"
Ghazal
Shamim Karhani
Ghazal
safiine chand KHushii ke zaruur apne the
magar vo sail-e-Gam-e-be-hisaab us kaa thaa
Wazir Agha
Ghazal
giraanii-e-shab-e-KHaamosh-e-be-hisaab ke ba.ad
hisaab jitnaa hai murG-e-sahar sambhaalegaa
Mohammad Aazam
Ghazal
karte shikaayat-e-sitam-e-be-hisaab kyaa
ham kho ke rah ga.e karam-e-gaah-gaah me.n
Makhmoor Saeedi
Ghazal
'taalib' ye ek lamha-e-ishrat kii hai sazaa
muddat se dil rahiin-e-Gam-e-be-hisaab hai
Talib Mahmud
Ghazal
hai aag gul pe ajab is bahaar-e-guzraa.n me.n
chaman me.n ab ke gul-e-be-hisaab kyuu.n aayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
hisaab apne gunaaho.n kaa kyo.n rakhe.n jab ki
hame.n tiraa karam-e-be-hisaab dekhnaa hai
Obaidur Rahman
Ghazal
'shaahid' jinhe.n KHabar hai rumuuz-e-hayaat kii
rakhte nahii.n hisaab Gam-e-be-hisaab kaa
Hafeez Shahid
Ghazal
sajde usii ke paa.nv kii ziinat bane rahe
vo jurm-e-be-hisaab kiyaa kuchh nahii.n kiyaa
