SEARCH RESULTS
Showing search results for "dam-e-be-hisaab"
Ghazal MATCHES FOR "dam-e-be-hisaab"
Ghazal
be-misl-o-be-hisaab ujaalo.n ke baa'd bhii
kuchh aur maa.ng jaan se pyaaro.n ke baa'd bhii
Waqar Khan
Ghazal
nigaah-e-shauq ko phir lutf-e-be-hisaab mile
KHudaa kare ki tujhe daa.imii shabaab mile
Raushan Laal Raushan
Ghazal
Shamim Karhani
Ghazal
giraanii-e-shab-e-KHaamosh-e-be-hisaab ke ba.ad
hisaab jitnaa hai murG-e-sahar sambhaalegaa
Mohammad Aazam
Ghazal
safiine chand KHushii ke zaruur apne the
magar vo sail-e-Gam-e-be-hisaab us kaa thaa
Wazir Agha
Ghazal
'taalib' ye ek lamha-e-ishrat kii hai sazaa
muddat se dil rahiin-e-Gam-e-be-hisaab hai
Talib Mahmud
Ghazal
karte shikaayat-e-sitam-e-be-hisaab kyaa
ham kho ke rah ga.e karam-e-gaah-gaah me.n
Makhmoor Saeedi
Ghazal
sharh-e-Gam haa.e be-hisaab huu.n mai.n
likhne baiThuu.n to ik kitaab huu.n mai.n
Saqi Amrohvi
Ghazal
badan ko vajd tire be-hisaab-o-had aa.e
mirii rasaa.ii me.n gar teraa jazr-o-mad aa.e
Syed Kashif Raza
Ghazal
sitam-e-be-panaah hai duniyaa
karam-e-be-hisaab hai.n ham log
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
merii KHataa.e.n aa nahii.n saktii shumaar me.n
gintii ho kyaa tire karam-e-be-hisaab kii