SEARCH RESULTS
Showing search results for "darak"
Nazm MATCHES FOR "darak"
Nazm
shikwa
chaak is bulbul-e-tanhaa kii navaa se dil ho.n
jaagne vaale isii baa.ng-e-daraa se dil ho.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
qaafila ho na sakegaa kabhii viiraa.n teraa
Gair yak-baa.ng-e-daraa kuchh nahii.n saamaa.n teraa
Allama Iqbal
Nazm
itna malum hai!
apne bistar pe bahut der se mai.n niim-daraaz
sochtii thii ki vo is vaqt kahaa.n par hogaa
Parveen Shakir
Nazm
mere hamdam mere dost!
kis tarah aariz-e-mahbuub kaa shaffaaf bilor
yak-ba-yak baada-e-ahmar se dahak jaataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tarana-e-milli
'iqbaal' kaa taraana baa.ng-e-daraa hai goyaa
hotaa hai jaada-paimaa phir kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
dard aaega dabe panw
shola-e-dard jo pahluu me.n lapak uTThegaa
dil kii diivaar pe har naqsh damak uTThegaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main tumhein yaad kar raha tha
jab daraKHt KHaamosh the
aur baadal shor kar rahe the
Sarvat Husain
Nazm
kangan
jab kabhii mood me.n aa kar mujhe chuumaa kartii
tere ho.nTo.n kii me.n hiddat se dahak saa jaataa
Wasi Shah
Nazm
ek pahaD aur gilahri
ba.Daa jahaan me.n tujh ko banaa diyaa us ne
mujhe daraKHt pe cha.Dhnaa sikhaa diyaa us ne