SEARCH RESULTS
Showing search results for "darak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "darak"
Ghazal
saahib-e-fahm-o-darak hone pe bhii aulaad ko
baap-maa.n ke saamne naadaan honaa chaahiye
Faheem Jogapuri
Ghazal
Meem Sheen Najmi
Ghazal
ginvaa.e.nge buniyaad kii kamiyaa.n bhii abhii ham
diivaaro.n pe manquush darak dekh rahe hai.n
Jaani Lakhnavi
PAGE MATCHES FOR "darak"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "darak"
Ghazal
garmii-e-chashm-e-mast se shiishe darak darak ga.e
jaam chhalak chhalak ga.e ri.nd bahak bahak ga.e
Raaz Muradabadi
Ghazal
Gair-mumkin hai 'amii.n' hal ho mo.ammaa-e-hayaat
dil agar paak na ho diida-e-darraak na ho
Ameen Hazin
Ghazal
tajalliyo.n me.n aap kii kuchh aisii aab-o-taab thii
nigaar-KHaane me.n lage sab aa.ine darak ga.e
Moeen Kausar
Ghazal
ye aisaa hotaa hai aatish-fishaan se pahle
darak rahii hai.n zamiine.n chaTaan se pahle
Javed Qaseem
Ghazal
Tamanna Jafri
Nazm
shikwa
chaak is bulbul-e-tanhaa kii navaa se dil ho.n
jaagne vaale isii baa.ng-e-daraa se dil ho.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
qaafila ho na sakegaa kabhii viiraa.n teraa
Gair yak-baa.ng-e-daraa kuchh nahii.n saamaa.n teraa
Allama Iqbal
Sher
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n





