SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-e-be-davaa"
Nazm MATCHES FOR "dard-e-be-davaa"
Nazm
mere dard ko jo zaban mile
miraa dard naGma-e-be-sadaa
mirii zaat zaraa-e-be-nishaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
na tum qarib aao
ye qurb-e-ruuh bhii kitnaa 'ajab mu'ammaa hai
sukuun-e-dil bhii hai aur dard-e-be-mudaavaa hai
Bano Tahira Sayeed
Nazm
husn-e-amal
aa.o apne dil me.n dard-e-laa-davaa paidaa kare.n
shiddat-e-Gam me.n masarrat kaa mazaa paidaa kare.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
swadeshi tahrik
vatan ke dard-e-nihaa.n kii davaa sudeshii hai
Gariib qaum kii haajat-ravaa sudeshii hai
Tilok Chand Mahroom
Nazm
ai sham mehrban ho
be-zabaa.n dard-o-Gaiz-o-Gam kii
is dozaKHii dopahar ke taaziyaane
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
maulana mohammad ali jauhar
vo ahl-e-dard-o-suKHnavar vo be-misaal KHatiib
siyaasiyaat kaa maahir sahaafii aur adiib
Syeda Farhat
Nazm
wo pal
ye dard-e-laa-davaa dil me.n jagaayaa kis liye tuu ne
KHirad idraak aql-o-fahm sab begaar ho.n jaise
Salman Ansari
Nazm
zindagani ka KHala
bhar liyaa us me.n kabhii dard-e-chaman
kabhii be-naam maqaasid kii lagan
Masud Husain Khan
Nazm
gharibon ka KHuda koi nahin
be-niyaaz-e-'aish-o-'ishrat aashnaa-e-dard-o-Gam
ek musht-e-ustuKHvaa.n aashufta-rau baa-chashm-e-tar
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Nazm
jawanon se KHitab
KHabar-daar ai be-KHabar naa-KHudaa.o
balaa kaa bha.nvar hai Gazab kaa bahaa.o
Faiz Ludhianvi
Nazm
mulaqat
be-suKHan kahii ham ne baat dard-e-pinhaa.n kii
chaa.nd ne bhii chupke se kuchh kahaa to thaa ham se
Pirzada Qasim
Nazm
paigham eid
dard-e-hastii kii davaa kar le.n KHuluus-e-dil se
aa.o ik farz adaa kar le.n KHuluus-e-dil se