SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-e-be-davaa"
Ghazal MATCHES FOR "dard-e-be-davaa"
Ghazal
dil kii aarzuu thii dard dard-e-be-davaa paayaa
kyaa savaal thaa meraa aur kyaa javaab un kaa
Akhtar Ali Akhtar
Ghazal
ishq se tabii.at ne ziist kaa mazaa paayaa
dard kii davaa paa.ii dard-e-be-davaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hamesha jis se pahu.nchtaa rahe thaa dil ko alam
hazaar shukr ki vo dard-e-be-davaa na rahaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Hasrat Azimabadi
Ghazal
kabhii nashaat kabhii dard-e-be-karaa.n guzre
bas ek mujh pe hii lamhaat-e-imtihaa.n guzre
Imtiyaz Ahmad Qamar
Ghazal
naa-aashnaa-e-dard-e-dil-e-be-qaraar log
kyaa jaane.n aabruu-e-Gam-e-intizaar log
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
is liye kartaa nahii.n ab dard-e-dil kaa mai.n ilaaj
dard jab had se ba.Dhegaa KHud davaa ho jaa.egaa
Dard Sironji
Ghazal
na 'dard' hogaa na kuchh dard me.n kasak baaqii
jab un kaa lutf-o-karam be-hisaab dekhe.nge
Dard Sironji
Ghazal
mast-e-sharaab-e-ishq vo be-KHud hai jis ko hashr
ai 'dard' chaahe laa.e ba-KHud par na laa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
jo KHud se ho be-parvaa aur ishq se begaana
ai 'dard' vo kyaa samjhe afsaana mohabbat kaa
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
log barso.n kare.nge yaad 'majiid'
lafz me.n dard-e-be-karaa.n rakhiye