SEARCH RESULTS
Showing search results for "darya e ishq meer taqi meer ebooks"
Nazm MATCHES FOR "darya e ishq meer taqi meer ebooks"
Nazm
urdu
KHitta-e-arz pe kyaa shaan hai terii urdu
tuu mirii ziist kaa armaan hai merii urdu
Habeeb Jaunpuri
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
nakaami
mai.n ne har chand Gam-e-ishq ko khonaa chaahaa
Gam-e-ulfat Gam-e-duniyaa me.n samonaa chaahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
wo jo tujhse pahle ka zikr tha
vo jo tujh se pahle kaa zikr thaa
vo jo tujh se pahle kii raah thii
Akhtar Husain Jafri
Nazm
ai mere shabd
ai mire shabd, mire bhed, mahaa-dhan mere
raat me.n KHushbuu tirii! nii.nd me.n bosa teraa...
Naina Adil
Nazm
lab-e-dariya-e-suKHan par
dariyaa-e-suKHan 'ishq ke nashshe me.n ravaa.n hai
sabza hai gulistaan-e-tasavvur ke kinaare
Mumtaz Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
chiin-o-arab hamaaraa hindostaa.n hamaaraa
muslim hai.n ham vatan hai saaraa jahaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
muntazir
jab kabhii mai.n udaas hotii huu.n
ik hujuum aa.nsu.o.n kaa palko.n par
Ghausiya Khan Sabeen
Nazm
bahr-e-gham ka kinara
sab ne mujh se kiyaa hai kinaaraa
sirf teraa hai yaarab sahaaraa
Rabia Sultana Nashad
Nazm
tark-e-mohabbat
husn kii maslahato.n kaa hai taqaazaa dil se
ki nikal jaa.e Gam-e-ishq kaa saudaa dil se