SEARCH RESULTS
Showing search results for "dayaar-e-ishq"
Nazm MATCHES FOR "dayaar-e-ishq"
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
breaking news
jo farishto.n jaisii lagtii hai
dayaar-e-ishq kii tasKHiir yaa phir vo masarrat
Humaira Rahat
Nazm
bulbul
asar-paziir havaadis tiraa taraana nahii.n?
dayaar-e-ishq me.n yaa gardish-e-zamaana nahii.n?
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
fazaa mahakne lagii dil-navaaz phuulo.n se
dayaar-e-hind me.n fasl-e-bahaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
tamam umr darud-o-salam par rakh do
dayaar-e-'ishq kii dargaah par faqat mujh ko
tamaam 'umr daruud-o-salaam par rakh do
Nadeem Najid
Nazm
nazr-e-iqbaal
jahaa.n me.n misl-e-alii apnaa naam paidaa kar
''dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar''
Adeel Zaidi
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
dil-ashob
tirii chaah me.n dekhaa ham ne ba-haal-e-KHaraab ise
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
Ibn-e-Insha
Nazm
iqbaal
ba-faiz-e-'ishq rahaa aashnaa-e-raaz-e-KHudii
dayaar-e-husn kaa thaa tamkanat-shikan iqbaal
Bekal Utsahi
Nazm
husn-e-bimar
ehtiraam-e-ishq kii rau dil-nashii.n aavaaz me.n
ek phiike-pan kaa sannaaTaa dayaar-e-naaz me.n
Josh Malihabadi
Nazm
nur-jahan
dayaar-e-diida-o-dil me.n hai raushnii tujh se
hai chehra chaa.nd madhur chaa.ndnii tirii aavaaz
Habib Jalib
Nazm
ye sar-zamin-e-watan
ye sar-zamiin-e-vatan ye dayaar-e-ahl-e-nazar
likhe.nge ahl-e-junuu.n is ke kitne afsaane
Rifat Sarosh
Nazm
wo inqalab ka mutrib
dayaar-e-husn kaa mahram
vo sahar-saaz saraapaa vo shaKHsiyat kaa jamaal