SEARCH RESULTS
Showing search results for "dayaar-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "dayaar-e-ishq"
Ghazal
jis ko dayaar-e-'ishq se vaabastagii milii
taariikiyo.n me.n us ko na.ii raushnii milii
Kashish Sandelvi
Ghazal
aa.o phir garmii dayaar-e-ishq me.n paidaa kare.n
tuur kii miTTii se taKHliiq-e-yad-e-baizaa kare.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
dayaar-e-ishq kii sham.e.n jalaa to sakte hai.n
KHushii mile na mile muskuraa to sakte hai.n
Asad Badayuni
Ghazal
dayaar-e-ishq me.n vaa.iz KHirad kaa kaam nahii.n
udhar na bhuul ke jaanaa vo raah-e-aam nahii.n
Aasi Aarwi
Ghazal
dayaar-e-ishq me.n aate kabhuu ruto.n ke liye
bhaTakte phirte ho kyo.n tum mahuurato.n ke liye
Manzar Naqvi
Ghazal
dayaar-e-ishq me.n raushan-dimaaG the ham bhii
vo KHush-nazar thaa bahut sabz-baaG the ham bhii
Robeena Shabnam
Ghazal
aksar dayaar-e-ishq se ho kar guzar ga.e
ha.ns kar guzar ga.e kabhii ro kar guzar ga.e
Khaleel Raazi
Ghazal
dayaar-e-ishq me.n aashufta-kaar ham bhii hai.n
ze-farq-taa-ba-qadam sho.ala-zaar ham bhii hai.n
Shayar Fatehpuri
Ghazal
dayaar-e-ishq me.n aise bhii hai.n maqaam bahut
jahaa.n junuun kaa hotaa hai ehtiraam bahut
Hamid-ul-Ansari Anjum
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
Nazish Sahsarami
Ghazal
kyuu.nkar na sahl ho mujhe raah-e-dayaar-e-ishq
laayaa huu.n dasht-e-najd kaa naqsha uThaa ke mai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
kyuu.nkar na sahl ho mujhe raah-e-dayaar-e-‘ishq
laayaa huu.n dasht-e-najd kaa naqsha uThaa ke mai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
dayaar-e-Gam ko miTaa kar basaa jahaan-e-KHushii
na.ii fazaa na.e lail-o-nahaar paidaa kar
Ashk Sanbhali
Ghazal
ai 'ashk' zindagii me.n na puuchhii kisii ne baat
ab KHaak chuumte hai.n hamaare mazaar kii
Ashk Amritsari
Ghazal
log rote bhii hai.n turbat me.n luTaa kar ai 'ashk'
aur siine pe bhii ik sa.ng-e-giraa.n rakhte hai.n
Ashk Rampuri
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n bhalaa mere jasd-e-KHaakii se
ai 'ashk' kyaa mire taar-e-nafas kaa rishta thaa