SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhundle"
Nazm MATCHES FOR "dhundle"
Nazm
aaKHiri mulaqat
mai.n KHud na jinhe.n pahchaan sakuu.n
kuchh itne dhu.ndle saa.e hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
o des se aane wale bata
dilchasp a.ndheraa hotaa hai
aur sa.Dko.n kii dhundlii sham.o.n par
Akhtar Shirani
Nazm
maine akasr KHwab mein dekha
dhu.ndle maile shiishe kii taKHtii ke piichhe
teraa naam likhaa hai
Mohsin Naqvi
Nazm
aaKHiri sach
chehre tamaam dhu.ndle nazar aa rahe hai.n kyuu.n
kyuu.n KHvaab ratjago.n kii havelii me.n dab ga.e
Munawwar Rana
Nazm
din ke rup mein raat kahani
dhu.ndle saa.e the magar saa.e the
mai.n bhii jaataa hu.aa aataa hu.aa ik saaya thaa
Meeraji
Nazm
aap-biti
vaqt kii dhund me.n lipTe hu.e kuchh pyaar ke giit
mehr o iKHlaas zamaane kii jafaa.o.n se niDhaal
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
us samne baiThi laDki se
kuchh dhu.ndle dhu.ndle se sapne
aa.nkho.n me.n pareshaa.n rahte hai.n
Ikram Basra
Nazm
ayodhya! main aa raha hun
isii manzar ke piichhe aur bhii dhu.ndle se manzar hai.n
puraanii gum-shuda tahziib ke ghar hai.n