SEARCH RESULTS
Showing search results for "diin-duniyaa"
Nazm MATCHES FOR "diin-duniyaa"
Nazm
ai aligarh
maa.n kii mamtaa baap kii shafqat tiraa aaGosh hai
diin duniyaa kaa tire saa.e me.n kis ko hosh hai
Moazzam Ali Khan
Nazm
aisa kash abhi ho jae
shiirii.n kar de.n duniyaa saarii
pyaar se bhar de.n duniyaa saarii
Haidar Bayabani
Nazm
suraj se do do baaten
jalvo.n kii ik nahr bahaa dii
duniyaa me.n ik dhuum machaa dii
Naseem Amrohvi
Nazm
kulliyat-e-gham-e-jahan
zindagii maut 'ishq dil duniyaa
aur bhii ho.nge nazm ke 'unvaa.n
Mumtaz Iqbal
Nazm
shabana
kahaa.n itnii bhii fursat hai
magar jab sa.ng-dil duniyaa meraa dil to.Dtii hai to
Javed Akhtar
Nazm
ek aazad tair se
diin-o-duniyaa ke rivaayaat se begaana hai
zindagii terii chhalaktaa hu.aa paimaana hai
Basant Lakhnavi
Nazm
mohabbat
mohabbat nahii.n hai to kuchh bhii nahii.n
mohabbat hii hai asal duniyaa-o-dii.n
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
achchhi kitab
diin-o-duniyaa kaa hamesha ham ko detii hai sabaq
raushnii hii raushnii detaa hai is kaa har varaq
Ata Abidi
Nazm
sans KHushbu se ladi jati hai
aur ik terii kashish se mire dil dariyaa me.n
har-dam ik madd-o-jazar rahtaa hai