SEARCH RESULTS
Showing search results for "diin-duniyaa"
Ghazal MATCHES FOR "diin-duniyaa"
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
diin duniyaa kii mohabbat me.n agar Gaur karo
hai tanaffur mujhe jis tarah se kai se aise
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
teraa bhalaa ho terii mohabbat ke chaar din
duniyaa kisii Gariib kii barbaad kar ga.e
Shahab Ashraf
Ghazal
ishq kii ko.ii agar siikh le gar mujh se tamiiz
diin-duniyaa me.n hu.aa apne paraayo.n ko aziiz
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Prem Lal Shifa Dehlvi
Ghazal
diin duniyaa zindagii ke baab me.n har aadmii
be-KHabar jaataa nahii.n aur baa-KHabar aataa nahii.n
Irtiza Nishat
Ghazal
fikr kar uqbaa kii izzat kaa agar armaan hai
chaar din duniyaa-e-faanii kaa bashar mehmaan hai
Ayyub Qasim Karjikar
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
ye taj ke baiThii hai.n 'shaidaa' pe diin duniyaa ko
KHasam se kaam hai in ko na aashnaa se Garaz
Shaida Allahabadi
Ghazal
chho.D duu.n shahr tiraa chho.D duu.n duniyaa terii
mujh ko maaluum na thaa kyaa hai tamannaa terii
Shaz Tamkanat
Ghazal
ain mastii me.n huu.n dil duniyaa se begaana hai
kyuu.nki ab pesh-e-nazar jalva-e-jaanaana hai