SEARCH RESULTS
Showing search results for "dikhnaa"
Nazm MATCHES FOR "dikhnaa"
Nazm
shikwa
is gulistaa.n me.n magar dekhne vaale hii nahii.n
daaG jo siine me.n rakhte ho.n vo laale hii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub pas-e-parda-e-tash.hiir-e-vafaa
tuu ne satvat ke nishaano.n ko to dekhaa hotaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
itna malum hai!
us ne har chehra yahii soch ke dekhaa hogaa
jaan-e-mahfil hai magar aaj faqat mere baGair
Parveen Shakir
Nazm
ek aarzu
ho dil-fareb aisaa kohsaar kaa nazaara
paanii bhii mauj ban kar uTh uTh ke dekhtaa ho
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
ummiid kii jhuuTii jannat ke rah rah ke na dikhlaa KHvaab hame.n
Akhtar Shirani
Nazm
muhasara
ye shart-naama jo dekhaa to elchii se kahaa
use KHabar nahii.n taariiKH kyaa sikhaatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
wo subh kabhi to aaegi
haq maa.ngne vaalo.n ko jis din suulii na dikhaa.ii jaa.egii
vo sub.h kabhii to aa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
kutte
jo big.De.n to ik duusre ko la.Daa do
zaraa ek roTii kaa Tuk.Daa dikhaa do