SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-zaar"
Nazm MATCHES FOR "dil-zaar"
Nazm
tanhai
phir ko.ii aayaa dil-e-zaar nahii.n ko.ii nahii.n
raah-rau hogaa kahii.n aur chalaa jaa.egaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek shikwa
tiraa dil zaraa bhii zaalim jo vafaa-shi.aar hotaa
tujhe merii qadr hotii tujhe mujh se pyaar hotaa
Jaleel Qidwai
Nazm
afsana-e-shab-rang
aah-e-dil-e-zaar kaa haal
aalam-e-ishq-o-mohabbat kii hikaayaat sune
Fareed Ishrati
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
ye faqr dil-e-zaar kaa ivazaana bahut hai
shaahii nahii.n maa.nge.nge vilaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dil-e-mayus
justujuu kis kii hai 'naashaad' ko.ii kyaa jaane
kyo.n dil-e-zaar hai barbaad ko.ii kyaa jaane
Rabia Sultana Nashad
Nazm
aurat
detii hai masarrat kaa dil-e-zaar ko paiGaam
hai ruuh ko taskiin jigar kaa hai ye aaraam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
ashk bahaya maine
haif bar haal dil-e-zaar ki aa.iina hu.aa
laakh parde me.n har ik raaz chhupaayaa mai.n ne
Rabia Sultana Nashad
Nazm
do ishq
kyaa kyaa na dil-e-zaar ne Dhuu.nDii hai.n panaahe.n
aa.nkho.n se lagaayaa hai kabhii dast-e-sabaa ko
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
id ke roz
qurb thaa baa.is-e-aazaar to phir ai dil-e-zaar
duur rah kar bhii mujhe yaad na aa.e ko.ii
Jaleel Qidwai
Nazm
holi khelne ki farmaish par
jazb-e-ehsaas ke sho.alo.n kii tapish se ik din
zar kii lanka me.n lagaa denaa hai ik baar phir aag
kanval Dibaivi
Nazm
shikast
tere qadmo.n pe dil-e-zaar ke sajde ho.nge
terii aa.nkho.n me.n vahii pyaar simaT aa.egaa
Niyaz Gulbargavi
Nazm
usne kaha!
phir dil-e-zaar ne chupke se unhe.n chuum liyaa
ho.nT tharraa.e ki kis tarah kii ye baat hu.ii
Baqar Mehdi
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
yuu.n haal-e-dil-e-zaar bayaa.n ham ne kiyaa hai
KHud un ko bhii ab ashk-fishaa.n ham ne kiyaa hai