SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-zaar"
Ghazal MATCHES FOR "dil-zaar"
Ghazal
vo husn-e-vaz.a dekhe.nge kyuu.nkar ju.De hai.n dil
zar-gar na.ii banii hai jo haikal uTThaa to laa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Saima Zaidi
Ghazal
apnaa to dil-e-zaar hai daanaa.ii se KHaalii
naadaan se naadaan manaayaa nahii.n jaataa
Sulaiman Jazib
Ghazal
masruur dil-e-zaar kabhii ho nahii.n saktaa
yaa'nii tiraa diidaar kabhii ho nahii.n saktaa
Josh Malsiani
Ghazal
zabt kahtaa hai dil-e-zaar sa.nbhal jaa.egaa
shauq kahtaa hai abhii tan se nikal jaa.egaa
Jaleel Qidwai
Ghazal
ham jinhe.n haal-e-dil-e-zaar sunaane nikle
un ke to aur alamnaak fasaane nikle
Hasan Nawab Hasan
Ghazal
aage kuchh us ke zikr-e-dil-e-zaar mat karo
sab KHairiyat hai us se kuchh iz.haar mat karo
Qayem Chaandpuri
Ghazal
yaar aayaa hai ahvaal-e-dil-e-zaar dikhaa.o
iisaa ko zaraa haalat-e-biimaar dikhaa.o
Rind Lakhnavi
Ghazal
ai dil-e-zaar kahii.n nii.nd na ho taarii
chashm-e-darvesh bhii KHvaabo.n se nahii.n aarii
Rafiq Raaz
Ghazal
vasl kaa us ke dil-e-zaar tamannaa.ii hai
na mulaaqaat hai jis se na shanaasaa.ii hai
Altaf Hussain Hali
Ghazal
sochtaa huu.n ki dil-e-zaar kaa matlab kyaa hai
ek ha.nste hu.e biimaar kaa matlab kyaa hai
Vikram Sharma
Ghazal
zabt kii haar dil-e-zaar na hone paa.e
dekh rusvaa tiraa kirdaar na hone paa.e
Hakeem Zakir Tonki
Ghazal
kis qadar zaKHm-e-dil-e-zaar ne khaa.e hai.n abhii
laaf-zan mil ke mire yaar se aa.e hai.n abhii
Masood Qureshi
Ghazal
ai dil-e-zaar likho jaanib-e-jaanaa.n kaaGaz
haal kaa likhte hai.n fuqaraa suu-e-sultaa.n kaaGaz
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
fan asl me.n pinhaa.n hai dil-e-zaar ke andar
fankaar hai ik aur bhii fankaar ke andar
Asrar Akbarabadi
Ghazal
maahaul-e-dil-e-zaar abhii kyaa thaa abhii kyaa hai
ye shahr bhii hairat-kada-e-hosh-rubaa hai
Abdullah Khalid
Ghazal
sard aaho.n se mazluumo.n kii ta.Dpe hai dil-e-zaar
chalne se hu.aa Guncha ye murjhaa.e hai kuchh aur
Waliul Haq
Ghazal
dosto haal-e-dil-e-zaar zaraa us se kaho
kam na ho is me.n zaraa balki sivaa us se kaho
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
afsaana-e-Gam yuu.n bhii dil-e-zaar kahaa hai
ik baar jo puuchhaa hai to sau baar kahaa hai
Asrar Zaidi
Ghazal
ham ne tirii KHaatir se dil-e-zaar bhii chho.Daa
tuu bhii na hu.aa yaar aur ik yaar bhii chho.Daa